Chhoti si khawahish liye ghoomta hai
Guzre huye waqt ko dhoondhta hai
Toot kar aur masoom ho jaata hai
Dard ko bhi ye maloom ho jaata hai
Aaj Phir Jeene ki tamanna hai
Aaj Phir Marne ka iraada hai
Chhoti si khawahish liye ghoomta hai
Guzre huye waqt ko dhoondhta hai
Toot kar aur masoom ho jaata hai
Dard ko bhi ye maloom ho jaata hai
Sar se paaon talak dil hai bhola
Sar se paaon talak dil hai bhola x2
Bheegi na aankhein ye iss tarah roya
Kaise bataaye ke kya kya hai khoya
Aaj phir waqt ki kuchh kami si lage
Saans seene mein hai par thami si lage
Jo bujhe na kabhi ye vo shola
Sar se paaon talak dil hai bhola x2
Bholepan ki baatein kare har ghadi
Farz se khwahishein par hamesha ladi
Nanha sa ek rishta bulaaye kahin
Raaste mein hai magar mushkilein hain badi
Waqt ne bhed jinka hai khola
Sar se paon talak dil hai bhola x2
Aaj Phir Jeene ki tamanna hai
Aaj Phir Marne ka iraada hai
Listen on:-
Social Plugin